Agar up ka dil hamesha pareshan rehta hai be chain rehta hai zindagi mein ranj o gham is qader hain ke aik aik pal bohat dushwaar hai aur aap Zehni Sukoon Ki Dua talaash kar rahay hain to is post mein hum aap ko zehni sukoon ki dua ke baray mein bitayen ge
Agar aap is dua ko parh letay hain to Insha Allah taala aap ke dil ko sukoon miley ga aur pareshaaniya khatam ho gi aap dil ke sukoon ke liye yeh dua laazmi parheen yeh zehni sukoon ki dua bohat taaqatwar dua hai
Pareshaniyon aur musibaton ki wajah se agar aap ka dil aur dimagh sukoon ki Nemat se mahroom hai to aap foran yeh qarene zikar karen. Insha Allah, taala up ko zehni aur qalbi sukoon naseeb hoga
Zehni Sukoon Ki Dua Parne Ka Tarika
Wudu ki haalat mein nihayat dheyaan aur aqeedat aur ehtram ke sath kasrat se is aayat krimh ka vird karen phir. Apne zehni aur qalbi sukoon ke liye Allah taala se dua kijiyej Insha Allah aap ke dil ko sukoon miley ga aur is ke sath sath aap ko zehni sukoon bhi naseeb hoga.
Is dua ko karne ka tareeqa yeh hai ke up uthte baithtay chaltay phirtay is dua ko apna vird bana len aur hamesha din raat is dua ko parhte rahen khawateen har haalat mein is dua ko parh sakti hain
Rabbish Rahli Sadri Dua Benefits in English
Zehni Sukoon Ki Dua
اَلَا بِذِكۡرِ اللّٰهِ تَطۡمَٮِٕنُّ الۡقُلُوۡبُؕ
Ala Bizikrillahi Tatma-innul Quloobu
“Khabardaar! ALLAH ki yad hi se dil taskeen pate hain.”
“Verily! In the remembrance of ALLAH, do hearts find satisfaction.”
Surah #13, Surah Ar-Ra’ad, Last part of Verse #28
Zehni Sukoon Ki Dua in English
If your heart is always worried and restless, there are so many sorrows in life that every moment is very difficult, and you are looking for a prayer for peace of mind (Zehni Sukoon Ki Dua in Urdu), then in this post, we offer you a prayer for peace of mind. I will tell you about
If you read this dua, God willing, your heart will find peace and your worries will end. You must read this dua for peace of mind. This dua is a very powerful dua.
Humbistari Ke Baad Ghusl Ki Dua
If your heart and mind are deprived of the blessing of peace due to troubles, then you should recite this Quran immediately. God willing, you will be blessed with peace of mind and heart.
Best Quranic Verse For Peace Of Mind And Heart
In the state of ablution, recite this verse frequently with great attention, devotion, and respect, then pray to Allah for peace of mind and heart. I will also be lucky
The way to make this dua is that you should recite it while walking and sitting and keep reciting it day and night. Women can recite this dua in any situation.
Join our community!
Subscribe to YouTube Channel* Wazifa Online Official