Pait Kam Karne Ka Wazifa | Wazifa for Obesity

admin

Updated on:

Pait Kam Karne Ka Wazifa Motapa Kam Karne Ka Amal

Pait Kam Karne Ka Wazifa – Kuch log apne motapa ki waja se bohat pareshan hote hain. Aise log aksar Pait Kam Karne Ka Wazifa puchte hain. Aise logon ke liye aaj ham Motapa Kam Karne Ka Amal le kar hazir hue hain jo ke bohat he asan hai.

Pait Kam Karne Ka Wazifa Motapa Kam Karne Ka Amal
Pait Kam Karne Ka Wazifa | Motapa Kam Karne Ka Amal

Wazan Kam Karna

Aaj kal wazan karna karna bohat mushkil ha gya hai. Iss ki bari waja bahir ka khana hai. Iss ke sath sath exercise na karna hai. Aksar log jab khana khate hain to wohi baith jate hain ya phir wohi late jate hain. Jiski waja se un ka wazan barhna shuru ho jata hai.

Motapa Kam Karna

Motapa aik bpohat buri bimari hai. jiski waja se pait bohat barh jata hai aur insan bohat bura mehsoos karta hai. Iss ke ilawa jis ka pait bohat barha hota wo log koi bhi kapre pehn len un ko ache nahi lagte.

Issi waja se aaj ham aap ke liye Pait Kam Karne Ka Wazifa le kar aye hain. Jo log aksar ham se Motapa Kam Karne Ka Amal puchte hain un ke liye ye wazifa bohat he kamal hai.

Pait Kam Karne Ka Wazifa

Wazifa bohat asaan hai aur iss amal ko aap kisi bhi waqt kar sakte hain. But wazifa karne se pehle kuch baten zaroor yad rakhen. Jab bhi aap koi amal karen to us amal ko us waqat tak jari rakhen jab tak aap ko us ka esult nahi mail jata.

Iss ke ilawa aik he maqsad ky liye boaht sare wazaif hargiz mat karen. Because Aiasa karne se wazaif ka asar khatam ho jata hai.

Phir log aksar shikayat karte hain ke ham jo bhi amal karte hain us ka asar nahi hota. Iss ke ilawa koshish karen ke jis waqat main wazifa shuru kia hai usi waqt main rozana karen. Amal karne se pehle bawazoo hona bohat lazmi hai.

Wazifa Karne Ka Tariqa

Amal karte he pait ki charbi pighalna (Melt) shuru ho jye gi. Boaht se log pait ki charbi kam karne ke liye bohat mehnat karte hain. But aaj jo amal ham lekar aye hain ye amal karte he pait kam hona shuru ho jaye ga.

Wazifa kuch iss tarha karna hai ke aap ne kisi bhi waqat bawazoo ho kar 5 bar Surha Fatiha parhni hai. Iss ke baad 1 bar Surha Ra’ad parhni hai.

Wazifa Ki Mudat

Aap ne ye wazifa pait kam hone tak jari rakhna hai. Aur aik maqsad ke liye aik ha wazifa karna hai.

Motapa Kam Karne Ka Amal | Wazifa for Obesity (Video)

Leave a Comment