Aaj ki post mein ham apko Fatiha Ka Tarika bateyn ge. Is ke ilawa Fatiha kise kehte hain Fatiha kaise ki jati hai etc. Agar aap abhi Fatiha ka tarika seekhna chahte hain to ye post apko ko bohat faida de gi.
Kahatam Shairf Parhne Ka Asan Tarika
Khatam Sharif ya Fatiha parhne ke liye sab se wazu kia jata hai agar apko wazu ka tarika nahi pata to pehle wazu karne ka tarika seekhen. Wazu karne ke baad qibla ki taraf munh kar ke batih jaain aur jis cheez par Fatiha parhna ho us ko apne saamne rakh len.
Fatiha Ka Tarika
Fatiha shuru karne se pehle shuru mein aur akhir mein 3, 3 bar Darood Ibrahimi parhen. Uske baad neeche di gai tamam Surah ko isi tarteeb aur taadad mein parhen.
- Darood e Ibrahimi (1bar)
- Surah Kafirun (1 bar)
- Surah Ikhlas (3 bar)
- Surah Falak (1 bar)
- Surah An-Nas (1 bar)
- Surah Fatiha (1 bar)
- Surah Baqarah First 4 Ayat (1 bar)
- Ayat e Khamsah
- Surah A’raf Ayah 56 (1 bar)
- Surah Anbiya Ayah 107 (1bar)
- Surah Ahzab Ayah 40 (1bar)
- Surah Ahzab Ayah 56 (1bar)
- Darood e Ibrahimi (1 bar)
- Surah Saffat Ayah 180-182(1bar)
Darood e Ibrahimi (1 bar)
(اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّدٍ وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ كَمَا صَلَّيْتَ عَلَى إِبْرَاهِيمَ وَعَلَى آلِ إِبْرَاهِيمَ إِنَّكَ حَمِيدٌ مَجِيدٌ ، اللَّهُمَّ بَارِكْ عَلَى مُحَمَّدٍ وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ كَمَا بَارَكْتَ عَلَى إِبْرَاهِيمَ وَعَلَى آلِ إِبْرَاهِيمَ إِنَّكَ حَمِيدٌ مَجِيدٌ)
Related: 4 Qul surah shareef in English – Best Translation and Benefits
Surah Kafirun
بسم الله الرحمن الرحيم
Surah Kafirun in Hindi
- कुल या अय्युहल काफिरून
- ला अ अबुदु मा तअ’बुदून
- वला अन्तुम आ बिदूना मा अ’अबुद
- वला अना आबिदुम मा अबत तुम
- वला अन्तुम आबिदूना मा अअ’बुद
- लकुम दीनुकुम वलिय दीन
Surah Kafirun Transliteration
- Qul Ya Ayyuhal Kaafiroon
- La Aa Budu Ma Ta’budoon
- Wala Antum Abidoona Ma Aa’bud
- Wala Ana Abidum Ma Abattum
- Wala Antum Aabidoona Ma Aa’bud
- Lakum Deenukum Waliya Deen
Surah Ikhlas
بسم الله الرحمن الرحيم
Surah Ikhlas in Hindi
- कुल हुवल्लाहु अहद
- अल्लाहुस्समद
- लम यलिद वलम यूलद
- वलम यकूल लहू कुफुवन अहद
Surah Ikhlas Transliteration
- Qul Huwal Laahu Ahad
- Allahus Samad
- Lam Yalid Walam Yoolad
- Walam Yakul Lahu Kufuwan Ahad
Surah Falak
بسم الله الرحمن الرحيم
Surah Falak in Hindi
- कुल आ ऊजू बिरब्बिल फलक
- मिन शर्री मा खलक़
- वा मिन शर्री गासिकिन इजा वकब
- वा मिन शर्रीन नाफ्फासाती फिल उकद
- वा मिन शर्री हसिदिन इज़ा हसद
Surah Falak Transliteration
- Qul Aoozu Birabbil Flaq
- Min Sharri Ma Khalaq
- Wamin Sharri Gasiqin Iza Waqab
- Wamin Sharrin Naffasati Fil Uqad
- Wamin Sharri Hasidin Iza Hasad
Surah An-Nas
بسم الله الرحمن الرحيم
Surah An-Nas in Hindi
- कुल आउज़ू बी रब्बिन्नास
- मलिकिन- नास
- इलाहिन- नास
- मिन शर्रिल वास्वसिल खन्नास
- अल- लजी युवास्विसू फी सुदुरिन्नास
- मीनल जिन्नती वन्नास
Surah An-Nas Transliteration
- Qul Aoozu Birabbin Naas
- Malikin Naas
- Ilahin Naas
- Min Sharril Waswasil Khannas
- Allazi Yuwaswisu Fi Sudoorin Naas
- Minal Jinnati Wannas
Surah Fatiha
Surah Fatiha in Hindi
- अल्हम्दुलिल्लहि रब्बिल आलमीन
- अर रहमा निर रहीम
- मालिकि यौमिद्दीन
- इय्याक न अबुदु व इय्याका नस्तईन
- इहदिनस् सिरातल मुस्तक़ीम
- सिरातल लज़ीना अन अमता अलय हिम
- गैरिल मग़दूबी अलय हिम् व लद दाालीन (अमीन)
Surah Fatiha Transliteration
- Alhamdulillahi Rabbil Aalameen
- Arrahmanir Raheem
- Maliki Yaumiddeen
- Iyyaka Nabudu Waiyyakanastain
- Ihdinassiratal Mustaqeem
- Siratallazina Anamta Alaihim
- Ghairil Maghdubi Alaihim Waladdalleen
Surah Baqarah
بسم الله الرحمن الرحيم
Surah Baqarah in Hindi
- अलीफ लाम मीम ज़ालिकाल किताबु ला रै बफ़ीह
- हुदल लिल मुत्तकीन
- अल्लज़ीना यूमिनूना बिल गैबि व युकिमुनस्सलाता व् मिम्मा रजकनाहुम् युनफिकुन
- वल्ल्जीना यूमिनू ना बिमा उन्ज़िला इलैका वमा उन्ज़िला मिन क़ब्लिक व बिल आख़िरति हुम् युकिनून
- उलाइका अला हुदम मिर रब्बि हिम व उलाइका हुमुल मुफ़लिहून।
Surah Baqarah Transliteration
- Alif-Laaam-Meeem
- Zaalikal Kitaabu laa raiba feeh; hudal lilmuttaqeen
- Allazeena yu’minoona bilghaibi wa yuqeemoonas salaata wa mimmaa razaqnaahum yunfiqoon
- Wallazeena yu’minoona bimaa unzila ilaika wa maaa unzila min qablika wa bil Aakhirati hum yooqinoon
- Ulaaa’ika ‘alaa hudam mir rabbihim wa ulaaa’ika humul muflihoon
Ayat e Khamsah
व इलाहुकुम इलाहुं वाहिद, लाइलाहा इल्ला हुवर्रहमानुर्रहीम
Surah A’raf Ayah 56
इन्ना रहमतल्लाहि क़रीबुम मिनल मुहसिनीन
Surah Anbiya Ayah 107
वमा अरसल नाका इल्ला रहमतल लिल आलमीन
Surah Ahzab Ayah 40
मा काना मुहम्मदुन अबा अहादिम मिंर रिजालिकुम वला किर रसूल्लाहि वखा तमन नबीय्यीन व कानल्लाहु बिकुल्लि शैइन अलीमा
Surah Ahzab Ayah 56
इन्नल्लाहा व मलाई क त हू यूसल्लूना अलन्न् बिय्यि या अय्यु हल लज़ीना आ मनू सल्लू अलैहि व सल्लिमू तस्लीमा।
Darood e Ibrahimi
اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّدٍ وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ كَمَا صَلَّيْتَ عَلَى إِبْرَاهِيمَ وَعَلَى آلِ إِبْرَاهِيمَ إِنَّكَ حَمِيدٌ مَجِيدٌ ، اللَّهُمَّ بَارِكْ عَلَى مُحَمَّدٍ وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ كَمَا بَارَكْتَ عَلَى إِبْرَاهِيمَ وَعَلَى آلِ إِبْرَاهِيمَ إِنَّكَ حَمِيدٌ مَجِيدٌ
Surah Saffat Ayah 180-182
Fatiha Ki Dua | Esal E Sawab Ka Tariqa
Fatiha ka tarika aap ne jaan liya ab ham aap ko Esal E Sawab Ka Tariqa batate hain ke Fatiha parh kar kisi ke liye Dua kaise karte hain ya kaise bakhshte hain.
Fatiha parhne wale ko chahiye ke haath utha kar oonchi awan mein Al-Fatiha kahe is ke baad tamam log Surah Faitha parhen. Ab Fatiha parhne wale ko is tarha kehna chahiye ke tamam log iska ajar muhje ata farma den.
Ab iss tarha dua karen
Ay, Allah main ne teri bargah mein Quran sharif parha darood sharif parha isko apni bargah mein qabool farma.
Adam AS se le kar Issa AS tak jitne bhi nabi aye sab ki bargah main tohfatan paish karte hain qabool farma. Hazoor ke sahaba sahabiyat ahle bait ki bargah mein paish karte hain qabool farma.
Is ka sawab Hazrat Ghous e Azam ki bargah mein paish karte hain qabool farma, tamam momneen jo is duniya se ja chuke hain sab ki ruh ko isaal karte hain qabool farma.
Bilkhasoos ( jis ke liye fatiha parhi us ka naam laen) ko is ajar e azeem ata farma.