Agar aap Surah Yaseen Hindi mein online parhna chahte hain to iss post mein Surah Yaseen in Hindi available hai.
Is post mein Surah Yaseen ka tarjuma aur fazilat ke bare mein bhi bataya jaye ga.
Jo Shakhs subha uth kar Surah Yaseen parhta hai uski har khawahish puri hoti hai.
Surah Yaseen Recitation
Surah Yaseen Overview
Surah Yasin Ayats | 83 |
Surah Yaseen Words | 807 |
Surah Yaseen letters | 3028 |
Surah Yasin Rukus | 5 |
Surah Yaseen Read Full Images
Surah Yaseen in Hindi Pdf Download
Agar aap Surah Yaseen ko offline parhne ke liye PDF download karna chahte hain to neechy button par click kar ke download kar sakte hain.
Related: Surah Alam Nashrah in English Benefits and Best Translation
Surah Yaseen in Hindi Roman Text
Agar aap Surah Yaseen ko arabic main parhna nahi jante to neeche ham ne Hindi mein Surah Yaseen di hai jis ko aap asani se parh sakte hain
Surah Yaseen in Hindi Translation
Ab ham apko Surah Yaseen ki Hindi mein translation ke bare mein btate hain.
Related: Darood Sharif in English Benefits and Translation | Wazifa Online
Related Ahadith to Surah Yaseen
Surah Yaseen in Hindi janne ke bad ab ham apko Surah Yaseen ke related kuch Ahadith ke bare mein batate hain.
Hazrat Anas RA se riwayat hai ke hazoor Nabi kareem SAW ne farmaya: Be shakr har cheez ka aik dil hota hai aur Quran ka dil Surah Yaseen hai iss ko parhne se Allah ki riza hasil hoti aur iss ko parhne wale ki maghfirat ho jati hai.
Hazrat Ayesha RA se riwayat hai keh Hazart Muhammad SAW ne farmaya: Quran Majeed mein aik Surah hai jo Allah ke nadeek bohat ehmiyat ki hamil hai, jo skhaks iss ki tilawat kare ga Allah iss par rehmat nazil farmaye ga.
Hazrat Anas RA farmate hain keh har cheez ka dil hota hai isi tarha Quran e Majeed ka bhi dil hai Surah Yaseen.
Hazoor Akram SAW ne farmaya: Jo Allah ki riza ke liye Surah Yaseen parhe uss ky pehle gunnah muaaf kardiye jain gy. Lehaza iss Surah ko mayyiat ke qareeb parha karo.
Surah Yaseen Related (FAQs)
Marne Wale Ke Paas Surah Yaseen Parhne Se Kia Hoga?
Surah Yaseen us waqat parhi jati hai jab ko shakhs akhri saans le raha ho yani marne wala ho ya iss ki tabiyat bohat kharab ho aur iss ka parhna sunnat hai Surah Yaseen parhne se suqrat (Mout) ki takleef door ho jatai hai.
Wiladat Ke Waqt Surah Yaseen Parhna Kaisa Hai ?
Yeh Surah Bachay Ki Paidaiesh Ke Waqt Parhi Jati Hai Yani Bachay Ki Paidaiesh Ke Waqt Dard Ke Waqt. Pani Par Surah Yaseen 3 Martaba Parhnay Se Paidaiesh Aasaan Ho Jati Hai .
Khanay Mein Barket Ke Liye Surah Yaseen Parhna Kaisa Hai ?
Khanay Mein Barket Ke Liye Surah Yaseen Bhi Parhi Jati Hai, Agar Khanay Mein Barket Chahiye to Surah Yaseen Ki Tilawat Karen Aur Agar Kisi Ki Dawat Par Bhi Jayen to Yeh Surah Zaroor Parheen, Jamaat Ke Liye Acha Rahay Ga .
Dar Ke Maaray Surah Yaseen Ki Tilawat Kaisay Ki Jaye ?
Hadees Shareef Mein Aaya Hai Ke Jab Dushman Ki Taraf Se Khauf Ho Ya Khatrah Ho Ya Dushman Se Khauf Ho to Is Surah Ko Aaraam Se Parhna Chahiye.
Mushkil Ya Pareshani Ke Waqt Surah Yaseen Parhna Kaisa Hai?
Museebat Mein Surah Yaseen Parhi Jati Hai Aur Museebat Ke Waqt Parhnay Se Tamam Pareshaaniya Daur Hojati Hain. Molana Mufti Ne Kaha Hai Ke Surah Yaseen 41 Martaba Parhnay Se Barri Mushkil Daur Hojati Hai .
Kya Surah Yaseen Rozana Padni Chahiye ?
Quran Shareef Ki Kisi Bhi Aayat Ki Tilawat Karne Se Bohat Ziyada Sawab Milta Hai Lekin Agar Aap Rozana Surah Yaseen Parheen to Aap Ke Ghar Mein Barket Aur Gab Se Rizaq Milta Hai Aur Is Ki Barri Fazeelat Hai Jis Ka Zikar Oopar Is Post Mein Kya Gaya Hai.
Surah Yaseen Kis Se Daikhon ?
Quran Shareef Mein Surah Yaseen Parah 22 Se 23 Tak Likhi Gayi Hai .
Surah Yaseen Parhnay Ka Sahih Waqt Kya Hai ?
Quran Majeed Ki Kisi Sourat Ya Kisi Aayat Ki Tilawat Ka Koi Waqt Muqarrar Nahi Hai Lekin Fajar Ki Namaz Ya Esha Ki Namaz Ke Baad Surah Yaseen Parhna Afzal Hai .
Final Words:
Aaj Aap Ne Surah Yaseen in Hindi Ko Shuru Se Aakhir Tak Parha Hoga, to Aap Ko Surah Yaseen Se Mutaliq Bohat Se Fazail, Ma-Ani Aur Uljhano Par Qaboo Pa Liya Hoga .