Wazifa for Job – Job Ke Liye Wazifa

admin

Updated on:

Wazifa for Job of Your Own Choice

Wazifa for Job of Your Own Choice – Agar aap bhi apni pasand ki nokri ka wazifa chahte hain. Apko ham aaj Job Ke Liye Wazifa ke bare main bateyn ge.

Pasand Ki Nokri Ka Wazifa

Agar aap kisi jaga par nokri karna chahte hain. Jo ke apki pasand ki hai to aap ye amal kuch din lazmi karen. Insha Allah aap jahan bhi chahen ge aap ko Job mil jaye gi

Read Also : Shaban Ka Jumma Mubarak Ka Wazifa

How To Do Wazifa for Job

Isha ki namaz ke baad awwal akhir 11 , 11 bar darood e Ibrahimi. Darmayan main 101 martaba ye ism mubarak parhen

Ya Aleemu
Yaa Haleemu
Ya Alliyyu
Ya
a Azeemu

Ye amal aap ne 92 din tak jari rakhna hai

NOTE : Khwateen apne khas dino main ye amal na karen balke baad main din pury kar len

Read Also: Dolat Wali Tasbih Ka Amal – Wazifa For Wealth

Improtent Things For Doing

Iss Amal ko app nay koi aik yan 2 din nahi karna hai. Balky iss amal ko app nay apni kam az kam 92 din tak zaroor karna hai. Aur rozana Raat ko soty wqat ya chota sa amal kar liya karne. In Sha Allah iss ke fiyde dakh kar app khud heran rah jany gy

Important Message

Wazifa jis tariky sy jis trteeb sy btya hai. Iss ko app nay osi tariky sy krna hai. Wazifa parhne ke bad apny hathon par phonk mar kar Hath pory jism par lazmi phry. Iss amal ko khud be karne aur Sadqy ki nity sy dosron ke sath be zror share karne.JAZZAK ALLAH

Jab bhi koi wazifa karen to pure yaqeen ke sath karen. Agar Aap Yaqeen ke saath amal nahi karen gy to wazifa mainb barkat uth jati hai. Phir iss ka asar bhi kam hota hai.

Wazifa karne ke liye libas ka pak saaf hona bohat zaroori hai. Iss ke ilawa Jaga ka pak hona bhi zaroori hai. Har bar aik he jaga par beth kar amal karna bhi bohat zaroori hai.

3 thoughts on “Wazifa for Job – Job Ke Liye Wazifa”

  1. Hmm it looks like your website ate my first comment (it was extremely long) so I
    guess I’ll just sum it up what I submitted and say, I’m thoroughly enjoying your blog.
    I too am an aspiring blog blogger but I’m still new to the whole
    thing. Do you have any tips for rookie blog writers?
    I’d really appreciate it.

    Reply

Leave a Comment